Main Sagar Hoon
Chapter 1 · Main Sagar Hoon. Neeche diya gaya chhota ansh isi chapter ke aarambh se hai.
Mera naam Sagar hai. Log kehte hain har insaan ki zindagi ek kahani hoti hai. Mujhe lagta tha meri zindagi mein kahani jaisa kuch bhi nahi hai. Subah uthna... Kaam karna... Logon ki baatein sunna... Raat ko thak kar so jana... Bas itna hi tha. Kabhi kabhi sochta tha... "Kya meri zindagi bhi kisi din kisi kitab ka hissa ban sakti hai?" Phir khud hi hans deta tha. "Meri life mein aisa hai hi kya?" Us waqt mujhe bilkul nahi pata tha... Ki ek din…
This is a short excerpt, not the complete chapter.
Complete this chapter’s quiz to continue. Sign in to save & unlock